Insaan ka Janam bhagwan dwara ek Bahut Sundar UPHAR hai. Kafi jamn lene ke bad Insaan ka Janam hota hai. Par is duniya me aane ke bad kabi na kabi pyar me jaruru pada hai . chahe wo shuruat Maa ke pyar se ho. Bahan k pyar se ho.. ya wife ke pyar ho… Pyar insaan ko Jinda rakhne k liye ya yun kahe Ek jism me jeene ka hosla dalne ke liye bahut important hai. Pyar me Insaan kuch b kar skta hai.
Phele to me yaha clear kar deti hu. ki pyar kafi tarah hota hai jesa mene bataya MAA – PAPA , BHAI-BAHEN , FRIEND, WIFE etc. But me Is blog par sirf ek love couple ya love Relationship {Boy friend and Girl friend) ke love ke bare share karna chahunga.
What is True Love ?
Pyar ek ehsaas hota hai jo kisi ko Samne wale person ko shuruaat me samjhane ki Iccha hoti hai. Agar Hamara Pyar Hamse Dur bhi to Uske Pyar ka Ehsass Hamare Pass Hi hota hai. Bina kisi Profil Ya Lalach ke,Samne wala Person ke Expectation ko Samajhane ki Koshish karta hai,
Agar Koi ladki Kisi ladke ko dekhkar hasti hai to Iska matlab Love se nhi nikala ja sakta hai. Kyu Insaan ka Hasna aur Rona Normal hota hai. Ye Sab us samay ki situation Par Depend karta hai.
Agar app Ye samjhoge ki Hum unse jyada unko Love karte hai to Ye Love nhi hokar ek COMPETITION Ban Jata hai. Pyar Bahut badi cheej hoti hai. Samne wale Par Vishwas Jamana padta hai. Aur Apke Pyar me Thodi si Bhi Takat hue to Wo Vishwas kabhi b nhi Tutega..!