TRENDY SLEEVES – CUTTING & STITCHING.✂️👗

 

👉Aaj me aapko btaungi sleeves ki cutting or stitching. to aapko ye sleeves bnane ke liye ek miter kapad lena Hoga jisme aapki bono sleeves ban jayegi to fer aapko sleeves ki length Leni ha or usme 3 inch kapde ko minus kar dena ha or jo kapda aap minus karoge us kapade me aapko mohari banani ha  kapde me aapko Armaan se  nishan lagana ha or fer aapko jitani chunnate rakhni hai uske hisab se kapda chhod dena hai issi tarah mauri se bhi aapko more ka naam lene ke bad extra chhod dena ha  oor fer Modi ke kapde mein ek acchi silai lagakar uski chunnaton ko ek sath jodna hai aur FIR use chunnaton ko jo Modi ka humne pata banaya hai uske andar NH kar dena hai usi tarah Jo hamare arm hole ki side hai usmein hamen 3:30 inch donon side se Nishan lagana hai aur uske bad jitna kapda bacha hua hai use chhod dena hai uske bad jitna kapda aapka bacha hai usmein donon side se chunni banani hai aur FIR aasteen ko suit ke sath attach kar dena hai FIR use pura sil dena hai..👈👭

You might also like More from author